Apne WhatsApp Message KBackup Kaise Kare?

Yadi aake pass android phone hai or app whatsapp use krte ho ya whatsapp se jude huye hain to apko jarur pata hoga ki aap jo message kisi ko send ya recieve karte ho wo kisi nischit time par backup ho jate hai .whatsapp me bqckup isliye hota hai qki kisi karanwash aapka phone se whatsapp uninstall ya fir aapne galti se kisi v chat ko delete kr diya ho or aapko uski message ki jrurat hai to aap kya krenge iske liye bhi....
whatsapp ne feature diya hua hai.aisa sabhi ke sath ek do baar jarur hota hai aapke sath bhi ho sakta hai .Jab tak aap backup hi nhi kar paoge to recover kaise kar paoge to iske liye jaanna jaruri hai ki apne whatsapp data ko backup kaise kare iske liye neeche diye gaye steps ko follow karna hai bas.

  • 1.Sabse pahle to aap apna whatsapp account ko open kijiye
  • 2.Ab uske bad uper diye huye dayon or kone ki traf menu option pr click kijiye
  • 3.Ab setting ke bad aapko chat and call setting me jaiye
  • 4.Ab aapko chat backup ka option milega bs aapko is pr click kar den.
  • 5.Ab chat backup krne ke bad el new page khulegi mtlb nya option aayega back up ka aapko bs back up pr click kr dena hai
  • 6.Bs aapka chat backup ho chuka hai jab aap apni phone me agli bar whatsapp account instaal krenge to aapoo backup ka option aayega bas ab aap backup kr den bs ho gya aapka message ka poora backup.